Tuesday, March 22, 2011

उर्दू पत्रकारिता के भविष्य पर केंद्रित होगा मीडिया विमर्श का अगला अंक

भोपाल, 22 मार्च। देश में उर्दू पत्रकारिता का एक महत्वपूर्ण स्थान रहा है। आजादी के आंदोलन से लेकर भारत के नवनिर्माण में उर्दू के पत्रकारों एवं उर्दू पत्रकारिता ने अपना योगदान देकर एक बड़ा मुकाम बनाया है। आज जबकि देश की तमाम भारतीय भाषाओं की पत्रकारिता प्रगति कर रही है और अपने पाठक वर्ग का निरंतर विस्तार कर रही है किंतु उर्दू पत्रकारिता इस दौड़ में पिछड़ती दिख रही है।
नए जमाने की चुनौतियों और अपनी उपयोगिता के हिसाब से ही भाषाएं अपनी जगह बनाती हैं। ऐसे में उर्दू पत्रकारिता के सामने क्या चुनौतियां हैं, वह किस तरह स्वयं को संभालकर आज के समय को संबोधित करते हुए जनाकांक्षाओं की पूर्ति कर सकती है- इन प्रश्नों पर बातचीत बहुत प्रासंगिक है।
पिछले पांच सालों से सतत प्रकाशित देश की चर्चित मीडिया पत्रिका ‘मीडिया विमर्श’ अपना अगला अंक ‘उर्दू पत्रकारिता का भविष्य’ पर केंद्रित कर रही है। इस अंक के अतिथि संपादक प्रख्यात उर्दू पत्रकार एवं लेखक श्री तहसीन मुनव्वर होगें। उम्मीद है इस बहाने हम उर्दू पत्रकारिता के भविष्य और वर्तमान को सही तरीके से रेखांकित किया जा सकेगा। इस अंक के लिए लेखक अपनी रचनाएं 15 अप्रैल,2011 तक भेज सकते हैं। अंक से संबंधित किसी जानकारी के लिए पत्रिका के कार्यकारी संपादक संजय द्विवेदी के फोन नंबर-09893598888 अथवा उनके ई-मेल 123dwivedi@gmail.com पर बातचीत की जा सकती है। संजय द्विवेदी का पता है- संजय द्विवेदी, अध्यक्ष, जनसंचार विभाग, माखनलाल चतुर्वेदी पत्रकारिता एवं संचार विश्वविद्यालय, प्रेस काम्पलेक्स, एमपी नगर, भोपाल-462011

1 comment:

  1. -- maa ka dil..=-------.... laghu katha.. lekhak--- altaf husain jouhary
    achcha maa chalta hoo...kah kar beta ak jhhtke se baher nikal gaya..aaj bete ko bahut samjhhane ke baad vah bahu ko lene uske ghar jaa raha tha..abhi shaadi huye saal bhar bhi nahi huye the ki maa ki rok tok ne bahu ka jeena muhal kar diya...aur ak din voh rooth kar apne ghar chali gayi...beta jab apni patni ke paas gaya to bahut maan manuwaal kiya..ki chalo ghar chalo lekin bahu ne ghar na jaane ki jo kasam khaai thi ...bahut gidhgidhane par taish me aaker usne kaha.... thik ....hai aagar tum mujhhe le jana chahte ho to jaao pahle apni maaa ka dil kaat kar laao jiski vajah se mai ghar chhodh ke nikli..agar tum mujhhe jayada pyaar karte ho to mera ye kaam jaroor kar ke aana varna apni surat bhi na dikhana..tabhi mai samjhhongi ki tum mere se sahi me payaar karte ho...beta soch me padh gaya...sochne laga .ab imtehaan ki ghadhi hai...mujhhe sabit karna hai ki mai patni se hi jyada pyar karta hoo.usne bhi aav dekha na taav...bus haath me ak chhura liya aur ghar pahunch gaya.maa sone ki tayyri kar rahi thi bete se usne puchhha kya huaa?kya bahu nahi aai...usne talte huye kaha ..maa subah aa jayegi tu so jaa...voh bhi bete ki khushi ki chinta liye aankh band kar ke so gayi...bete ne dekha ki ab maa so gayi usne haath me badha faldaar chaku nikal liya...lekin maa ki masoom surat dekh kar ak pal ke liye uske haath kanpne lage..fir usne socha ki aakhir kab tak jiyegi budhiya ye chand roz ki mehmaan hai kyu na mai isko maar kar apni bibi ko khush rakhun..aur fir man kathor kar ak hi jhhatke me usne soti hui maa ko halak kar diya aaur uska seena cheer kar dil nikal kar raat ko hi patni ke ghar ke liye ravan ho gaya..
    ab use jaldi thi patni ke paas pahunchne ki voh lambey lambey pag maarte huye jald se jald uske paas pahunchna chahta tha...aur maaa ka dil tha ki ab bhi dhadak raha tha ..aur ab aansu ki jagah uske dil ka khun rees raha tha....chalte huye kabhi usko maa ki masoom chehra aur uski baat bhi yaad aati rahi lekin bete ko iski katai chinta nahi thi voh to chah raha tha ki kab voh patni ke ghar pahunche... aur use maa ka dil dikhaye..idhar patni ka gussa shant huaa to usne socha ye maine kya kah diya kahin divangi me ye sahi me apni maa ka dil na nikaal laaye..bus voh bhi ghabra kar kabhi choukhat ke paas aaty to kabhi bahar tahlne lagty..achanak duur se use pati aata dikhaai diya..voh uski taraf lapki...pati bhi socha ki.lagta hai bibi meri maa ka dil dekhne bachain hai mai jaldi se use maa ka dil dikha doo...aur voh jaise hi uski patni ke kareeb pahuncha ki achanak uska pair kisi pathher se takaraya aur voh gir padha...hath se uske maa ka dil door jakar chhitak kar bibi ke kadmon ke paas ludhkate huye pahunch gaya...idhar jaise hi beta gira uske muh se chikh ke saath ..maaa ......nikal pada....udhar maa ka dil jaise hi bete ki chikh ke sath maa suni...to..vahi ludhkte huye...dil ne puakra ...beta.......kahin chot to nahi aai......itna sun na tha ki bete ke hosh fakta ho gaye...aur voh mare pachhteve ke bola ye maine kya kiya maa ki...tu marne ke baad bhi mere liye itna agath prem rakhi hai ki ak thokar lagne aur halki si chikh ne tere dil ko bechain kar diya........aur mai...kaisa pathher dil... ki tere chhati se dil nikalte huye bhi mere haath nahi kaanpe....dhikkar hai...mujhh par ...dhikkar haiiii........maaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa.......?????aur uska rudan fiza me ghuj gay...

    ReplyDelete